Us lahu se hai Yazeed-e-waqt phir baiyat talab
मिम्बरे मेहराब ही तक कब रहे महदूद हम
हमने कदमो के निशाँ छोड़े फ़राज़े दार तक
उस लहू से है यज़ीदे वक़्त फिर बैअत तलब
कुंध कर दी जिस लहू ने खंजारो की धार तक
- हसन सिरिस्वी
Mimbare Mehrab hi tak kab rahe mehdood hum
Humne kadmo ke nisha chore faraz-e-daar tak
Us lahu se hai Yazeed-e-waqt phir baiyat talab
Kundh kar di jis lahu ne khanjaron ki dhaar tak
- Hasan Sirasvi

0 Comments